Bakra, chicken, goat
Hum log meat nahi khate hai…!!! Kyuki grandmother recently margai hai …we dont eat meat till 45days…!!! But i love chicken…!!! Paar mai ghar bhahar meat khata hun… muje momo bahut pasand hai aku…!!!
@anon68148378 mai parrot aur musak(chuwa) palneka sooch raha hun…!!!
Ha yaar sorry, jo palna hai pal lena, man laga rahega.
Aku theek kaha…!!! Mein jurur palunga … atm card nahi hai abhi…!!! 30 din lagega…!!!
Atm card kya karega, papa nahi dete hai paisa.
Nahi woh muje chuwa or billi palne nahi dete…!!! Meri bade behan ne 4 month ago paisa bhejee hai mereko mai apna hi paisa use karunga…!!!
Mai gareeb hu aku…!!
Kya karega, sab bhagwan ki marji hai. Meri kamai bhi abhi nahi ho rahi hai. Aage piche chalta rahta hai.
Aap to achha kamate ho aku…!!! Mera dad buddha hogaya hai…!!! 50% paisa milta hai pension mai … aur rent ka paisa sab loan mai jata hai…!!!
Apne baap ko buddha nahi kahte far cry.?
Aku aap koi janwar palte ho … like dog pigon …!!!
Nahi yaar! Mai dekhbhal nahi kar sakta.
Theek hai … ye jaruri nahi hai…!!!
Happy holi
This topic was automatically closed 14 days after the last reply. New replies are no longer allowed.